( PAPA)
Pita roti hai kapda hai makaan hai Pita nanhe se parinde ka bada Aasman hai
Pita se MAA ki chudi bindi or suhag hai Pita hai to bachche ke sare sapne hai
Pita hai to bazzar ke sare khilaune apne hai I LOVE YOU PAPA
baap ki kamai par sare shauk pure kiye maine
Khud ki kamai par to sirf jarurte pure karta hu
Hum kai dafa kah dete hai na gusse me itna bada ho gya hu ki
Apane faisle khud le saku lekin hamare hazar baar bahas karne pr
Ladne pr bhi jo pyar se samjhaye oo baap hota hai
pure pariwar ka bojh kantho pr utha sari khwahisho ki jarurto me
Badal de oo baap hota hai
Kitni dafa kitni Aasani se hum kah dete hai apke pass mere liye
Paise nahi hote ap mujhe kahi gumne nahi jane dete ho fir hum
Apne hi baap ko kisi or ke baap se compare karte hai thik hai oo bhi
Nambro ke liye sharma ji ke ladke se compare karte hai lekin oo batata nahi ki
Hame pyar kitna besumaar karta hai kabhi sochna jb tankhah khatam ho jaye to
Kaise mahine ke Akhiri me ghar ka har chiz ka oo hisaab rakhata hai Maa bhale hi
Kanjusi karde par jo pries tag ki taraf na dekh chize dilaye wahi baap hota hai
Ek dafa ghar pr sharab pi kar Aaya tha or usne Maa se chhupa mujhe akele me
Samjhaya tha sari chize jaruri nahi sirf Maa hi chhipati hai kuch jo gahre Raaj chhupaye oo
Baap hota hai koi-koi to pariwar ki khwahish puri karne ke liye ek sath 2-2 naukariyo pr jaye
Apna sb kuch bhula kr jo har musibat me Aage khada rahe oo baap hota hai
Ek farsh pr pade pariwar ko apni mehanat se usne arsh par pahucha diya har saukh pure
Karne par bhi Aaulad boli ap hamare liye kya kiya kadar kro uski jo tumahare har niwale ke
Liye apne khoon pasina ek karta jitna zindagi me ek baap karta hai utna sayad hi koi karta hai
Yaad hai jab hum chhote the PAPA office se Aate the thake hote the fir bhi hamare sath baithte the
Baate karte the or khelte the or Aaj humoffice college se Aane par phone me lag jate hai
Baade thode jyada ho gye hai birthday or anniversary bs dosto ke sath manate hai maaf
Kariyega kai Aaulade to apne PAPA ko dosto se milwane me sarmate hai oo kya hai na mehanat
Kar-Kar ke baal thode ud se gye hai chamdi jara sa sikud si gai hai
Kair oo nikal jat a hai subah kamane or laut kar aata hai shaam me jb tk khud par na aaye
Baap ki mehanat ko Aaulad kaha samjhte hai aiso aram ki zindagi tyag chuka hai meri khusi ke liye
Agar umar bhar us baap kia karzzdar ho jau to kya baat hai
Shadi me sb photos or selfi me best ho gye koi tasbir baap ki khusi me chupe dard ko darsaye
To kya baat hai
Har koi itna khus nasib nahi hota ki uski zindagi me baap ka pyar ho kadar kro MAA BAAP ki
I LOVE YOU PAPA............Gumnaam shayar by sanju
No comments:
Post a Comment