Mine jataya tak nahi
Aansu rakha hatheli pr
Dikhaya tk nahi koun kahta hai
Ladko ko rona nahi aata
Ladko ko sb aata hai bs tumko puchhna nahi aata
Izzat or paisa dono kamana hai khandan ka waris hai na tu
Tujhe naam badana hai
Zimedari hai ye teri tu isse mukar nahi sakta
Ye bojh tere kandhe se ab utar nahi sakta baap ki umar ho gai hai
Ab tujhe ghar chalana hai aish ki zindagi ko tyag ab tujhe khud ko
Aag me jalana hai ab khandan ke liye soch zara or khud ke liye kam
Teri khud ki koi zindagi nahi sapne dekh zara kam koi nahi samjh sakta
Ladke ka gum bade aitbar se ek baar mujhe pyar hua th mere hatho me
Uska hath th jb iqrar hua th wade kiye usne mazburi samjhne ke
Sath dene ke or mujhko samjhne ke pr waqt to waqt hi hota hai naqab utar
Deta hai achhe achhe ka janab ek pyar hi to th jo mujhe mera lagta th
Kisi or ki baho me hi sahi mujhe mera lagta th or ky pata uski yado me oo
Kiss tarh khoi hogi na jane uski baho me oo kiss tarh soi hogi
Lakho gum the bhitar mere maine jataya nahi aansu rakha hatheli pr dikhaya tk nahi
Koun kahta hai ladko ko rona nahi aata ladko ko sb aata hai tumko puchhna nahi aata
Roone ki kosish mt kr aanshu baha thode km gussa dikhane ko bola kisne tu oo kr jo kahte hai hum
Zimmedariyo ke baare me soch zara or khud ke liye km kamane pe dhyan de dosto ke sath baith km
Apna dimag km chala tu oo kr jo kahte hai hum
Koi nahi samjh sakta ek ladke ka gum
Ladko ko bhi pyar chahiye
Koi samjhne wala chahiye
Bas unhe maangna nahi aata............................Gumnaam shayar sanju miss u mom
No comments:
Post a Comment